Khwab aur Jindagi
Khwab kai dekhe hakikat karne k,
Pr Jiske sath
dekhe the khwab,
ab wo bhi khwab reh gaye.
Abhi to kai raaste Zindagi ke tay krne k,
Jiske sath chalu,
Wo sb, khud me khoye reh gaye.
Ab khwab ko bhool kar, manjil karne k,
Hausle bandhlunga,
Manjilo ki hakikat se mil kar,
jindagi ko bol dunga, ki khwab khwab reh gaye.
Zindagi ji lunga,
manjil tak jaa kar
Zindagi ke aakho me aakhe daal kar,
Roti hui Zindagi se keh dunga...
Kyu ro di mere hakikat ko khwab kar ke
Ye Zindagi se puch lunga.
By, OS


शब्दों ने जिंदगी के अनुभवों को समेटा है। बहुत बढ़िया। नियमित लिखा कीजिए।
ReplyDeleteThanks bro
DeleteHar lafz jaise ek chhupa hua dard hai.
ReplyDeleteKhwabon se le kar unki raakh tak ka safar, kitni khoobsurti se utaar dia hai
Zindagi ke is sangharsh ko mehsoos bhi kiya, aur likh kar zinda bhi kar diya…
Salute to your soul-stirring expression.
Thank you Nisha 🤩
Delete